system
May 20, 2004, 3:02pm
36381
*Originally posted by shoaib akhter: *
main nay kabhi jhooth bola hai tum say… :bum mer:
bongay log sirf bongiyaan he martay hain :he he:
acha acha.. ro mut.. plz… warna mujhay kuch ho jayee gaa :cryi ng:
plzzzzz
sorry
yeh song :ee k:
wo last pm check kiya mera :bl ush:
pixs wala…
yar garam garam tea munh main daal lee :tea ry2:
hehe, mazak ker rahi hoon na
aap apni khud hi tareef ker rahey hain :halo:
acha nahi rooti
koun sa pm pics wala?
lol, tou kiss ne kaha tha k juldi mein peeyien
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
hehe, mazak ker rahi hoon na : D
aap apni khud hi tareef ker rahey hain :h alo:
acha nahi rooti :bumm er:
koun sa pm pics wala? :konfus ed:
lol, tou kiss ne kaha tha k juldi mein peeyien :sm ack:
mazak kar kay .. mere jaan nikal deti hoo
jeee nahin wo.. app kay bola thaa BONGI
ab roona mut.. warna monh par Tape laga doon gaa
vivo mazak mut karoo..plz main nay kal pm bhejaa thaa.. tumko… mazak mut karoo..
kishi ka intezar thaa ishe liye.. .. mere zabaan .. ajeeb see ho gaye hai
system
May 20, 2004, 3:11pm
36383
*Originally posted by shoaib akhter: *
mazak kar kay .. mere jaan nikal deti hoo : D
jeee nahin wo.. app kay bola thaa : D BONGI :mo cking:
ab roona mut.. warna monh par Tape laga doon gaa :rot fl:
vivo mazak mut karoo..plz main nay kal pm bhejaa thaa.. tumko… mazak mut karoo..
kishi ka intezar thaa ishe liye.. .. mere zabaan .. ajeeb see ho gaye hai : D
hehe, khud bhi tou kertay hain mazak
haaye Allah mujhey bongi bola (eek) ager mein bongi tou aap bhi bongey
areyy jaaoo, tape laga ker tou daikho
koun sa pm mujhey nahi maloom :halo: hehe nahi kerti mazak.. haan daikh liya tha
kiss ka intezaar?
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
hehe, khud bhi tou kertay hain mazak :smash :
haaye Allah mujhey bongi bola (eek) ager mein bongi tou aap bhi bongey :sno oty:
areyy jaaoo, tape laga ker tou daikho :hehe :
koun sa pm :konfus ed: mujhey nahi maloom :halo: hehe nahi kerti mazak.. haan daikh liya tha : D
kiss ka intezaar? : -|
han main bhi to karta hoon
main bonga nain.. main aik Smart bunda hoon
araay Aaaooo… laga doon gaa tape..
sukhar hai dekh liya.. phewwwwwwwwwww
:rotato:
agar nahin mila hota to phir say bhej deta
jiss ka tum ko intezaar hota hai !!
system
May 20, 2004, 3:18pm
36385
*Originally posted by shoaib akhter: *
han main bhi to karta hoon :h ehe:
main bonga nain.. main aik Smart bunda hoon :blush :
araay Aaaooo… laga doon gaa tape..:b lush:
sukhar hai dekh liya.. phewwwwwwwwwww
:rotat o:
agar nahin mila hota to phir say bhej deta : D
jiss ka tum ko intezaar hota hai !!
tou phir mein bhi bongi nahi, mein aik smart si pyari si larki hoon
areyy jaao, himmat hai
yaar mera dil chah raha tha k aur tang keroon, lakin aap aik dum se hi serious ho gaye thay.. iss liye chor diya
mujhey kiss ka hota hai intezaar
acha mein jati hoon, namaz parh ker aati hoon
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
tou phir mein bhi bongi nahi, mein aik smart si pyari si larki hoon :snoot y:
areyy jaao, himmat hai : p
yaar mera dil chah raha tha k aur tang keroon, lakin aap aik dum se hi serious ho gaye thay.. iss liye chor diya :he he:
mujhey kiss ka hota hai intezaar : -|
acha mein jati hoon, namaz parh ker aati hoon
Pyari see Larki hmmmmmmmmmmm
aaray aoooo.. bohat himmat hai
acha hoaa tang nahin.. warna main pareshan ho jata
tumhian.. us ka intezar hota hai
okay jaoo.. or jaldi aao
system
May 20, 2004, 3:38pm
36387
*Originally posted by shoaib akhter: *
Pyari see Larki :blu sh: hmmmmmmmmmmm : p
aaray aoooo.. bohat himmat hai : D
acha hoaa tang nahin.. warna main pareshan ho jata :m udhosh:
tumhian.. us ka intezar hota hai ; )
okay jaoo.. or jaldi aao :wa ve:
jee bohat pyaari si
pata hai k kitni himmat hai :halo:
yaar dil tou mera bohat ker raha tha tang kerney ko
aur suno, mein ne pm kiya tha thori dair pehlay aur uss main aik baat pochii thee, uss ka jawab tou dey dein
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
jee bohat pyaari si : p
pata hai k kitni himmat hai :hal o:
yaar dil tou mera bohat ker raha tha tang kerney ko :hehe :
aur suno, mein ne pm kiya tha thori dair pehlay aur uss main aik baat pochii thee, uss ka jawab tou dey dein :b ummer:
Pyaari see bachi
pata hai tumhain
wah kya baat hai
chalo chalo kar loo tang
pm ka jawab to day diya main nay
system
May 20, 2004, 3:47pm
36389
*Originally posted by shoaib akhter: *
Pyaari see bachi :mock ing:
pata hai tumhain :e ek:
wah kya baat hai : D
chalo chalo kar loo tang :mocki ng:
pm ka jawab to day diya main nay :kon fused:
haan koi shuk hain iss main
haan aainda kiya keroon gii
jee daikh liya tha mein ne… baad main daikha tha..
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
haan koi shuk hain iss main
haan aainda kiya keroon gii
jee daikh liya tha mein ne… baad main daikha tha..
shak ke koi gunjaish bhi thee hai.. main bhi kya cheez hoon
kar loo.. main ab chakkar may nahin aoon gaa
ab kon sa song sun rahi hoo
system
May 20, 2004, 3:52pm
36391
*Originally posted by shoaib akhter: *
shak ke koi gunjaish bhi thee hai.. main bhi kya cheez hoon
kar loo.. main ab chakkar may nahin aoon gaa
ab kon sa song sun rahi hoo
kiyaa mutlub?
daikhein geyy k chakker main aatey hain ya nahi :halo:
abhi koi nahi sunn rahi.. dil nahi chah rahaa…
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
kiyaa mutlub?
daikhein geyy k chakker main aatey hain ya nahi :halo:
abhi koi nahi sunn rahi.. dil nahi chah rahaa…
khud sumjhoo
main nahin aaon gaa. nexttime
sun ko.. koi song..yar.. dil kyon nahin chah raha..
system
May 20, 2004, 3:55pm
36393
*Originally posted by shoaib akhter: *
khud sumjhoo
main nahin aaon gaa. nexttime
sun ko.. koi song..yar.. dil kyon nahin chah raha..
mujhey nahi samajh aa raha naa..
yaar buss aisey hi, abhi mood nahi hai..
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
mujhey nahi samajh aa raha naa..
yaar buss aisey hi, abhi mood nahi hai..
yaar vivo .. us main koi gunjaish nahin kay tum pyari larki ho yeh mutlub thaa..
chalo mood acha kar loo … Shabash ..
system
May 20, 2004, 3:58pm
36395
*Originally posted by shoaib akhter: *
yaar vivo .. us main koi gunjaish nahin kay tum pyari larki ho yeh mutlub thaa..
chalo mood acha kar loo … Shabash ..
mein abhi bhi nahi samjhi
aap hi acha kerian mera mood..
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
mein abhi bhi nahi samjhi
aap hi acha kerian mera mood..
yaar ab main public main kaisay sumjhaaoon
jo mood karab kartay hain.. wo mood acha kaisay kar saktay hain.. main hi to hoon.. jo hamesha tum say larayee karta hoon.. or tumhara mood kharab karta hai
system
May 20, 2004, 4:01pm
36397
*Originally posted by shoaib akhter: *
yaar ab main public main kaisay sumjhaaoon
jo mood karab kartay hain.. wo mood acha kaisay kar saktay hain.. main hi to hoon.. jo hamesha tum say larayee karta hoon.. or tumhara mood kharab karta hai
lol jaisey bhi, ye aap ka kaam hai
jo bhi, abhi tou acha kero naa..
aur pm ka reply bhi kero
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
lol jaisey bhi, ye aap ka kaam hai
jo bhi, abhi tou acha kero naa..
aur pm ka reply bhi kero
yaar .. kaisay karoon… mujhay sharam aati hai
koi song bhejoon tumhain upload kar kay..
abhi gussa hai.. jab thunda ho jayee gaa ..reply kar don gaa!!
system
May 20, 2004, 4:06pm
36399
*Originally posted by shoaib akhter: *
yaar .. kaisay karoon… mujhay sharam aati hai
koi song bhejoon tumhain upload kar kay..
abhi gussa hai.. jab thunda ho jayee gaa ..reply kar don gaa!!
acha chalo rehney do
bhej do, sun loon gi
theek hai, ker lain intezaar ghussa thanda honay kaa.. meri khair hai
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
acha chalo rehney do
bhej do, sun loon gi
theek hai, ker lain intezaar ghussa thanda honay kaa.. meri khair hai
acha.. bhejhta hooon
haan .. wait karna he acha hai.. mere gussa abhi bhi bohat high… aik glass thunda pani pe liya hai abhi