am here ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Sharafat_Ka_Namouna: *
I come back after a couple of mins and now even i can't find my own last reply in this thread :( waves back to anyone who said Hi..
[/QUOTE]
Hey SKN :D
how are you doing???
meine bhi 5-6 replies padhe then saw there were around 100 more new one so meine aage padhe hi nahi :p
so whats up?
acha koi baat nahin.. mut sumjhoo.. waisay bhi koi aisi baat bhi nahin hai…
shukar hai..kuch to maloom hai ![]()
goooooood
to reply kyon nahi kar rahe ![]()
oh acha…theek I’ll keep that in mind..so whats everyone doing? Kitna bolte ho tum sab ![]()
okzzzzzzzz ab me going again ![]()
7-8 bajay aoun gi ![]()
Bye ![]()
ab mein samajh gaye hoon ![]()
aur aap ja tu nahi rahey na?
bohat jaldi samajhti hain ap… ![]()
ho sakta hai.. chala jaoon or shayad na bhi jaaon ![]()
achi baat hai na k juldi samajhti hoon
yaar nahi pakka pakka bataao.. ![]()
jee bohat achi baat hai ![]()
mujhay nahin pata… ![]()
aap ko nahi pata tou mein bata daiti hoon k aap kahin nahi jaaien geyy ![]()
aur ye baki sub kahan ghayeb ho gaye? ![]()
aray yeh to zabardasti kar rahi ho tum ![]()
wah kya baat hai.. apki ![]()
haan pata nahin kahan chlay gaye.. jaisay he hum donoon aatay hain.. sub bhag jatay hain
pata nahin kya chakkar hai ![]()
main to bore kar raha hoon tumhain..
haan na zabardast kerni par rahi hai, warna aap meri baat kahan maantey hain ![]()
jee nahi, ye baat nahi.. jaisey hi mein aatee hoon waisey hi sub chaley jatey hain ![]()
nahi yaar
aisey hi bola thaa
mujhay zabardasti achi lagti hai
main hamesha to sunta hoon tumhari baat.. haan.. thora dair lagata hon ![]()
jee nahin.. jaisay he main aaya sub bhag gaye ![]()
app ke boriyat main kaisay door karoon… ![]()
thori dair nahi bal k ‘kafi’ dair lagatey hain
j/k ![]()
ok ab mein zabardasti nahi keroon gi ![]()
hehe, agli dafa daikhien geyy k kiss k aaney per bhaagtey hain ![]()
mein bore nahi ho rahi ![]()
us kay peechay aik wajah hai
wo main kabhi baad main bataoon gaa ![]()
plz zabardasti kiya karoon naa ![]()
haan dekhatay hain..
![]()
koi song sub loo .. bore ho rahi ho too
acha main aata hon.. 5min main… ![]()
jana mut
aur woh wajah aaj hi batana, mein wait nahi keroon gi ziyada ![]()
sochoon gi zabardasti kerney k baarey main ![]()
woh tou saath saath sun rahi hoon.. :love:
okk mein nahi jaa rahi :k:
mujhay khud nahin pata wajah ![]()
aisay he bongi mari thee ![]()
aik to soochti bohat hai.. karti kuch nahin ![]()
ab kon saa song sun rahi hoo :love:
such such bataaoo ![]()
aap ko bass bongi hi maarni aati hai ![]()
buss ye hi sunna reh gaya tha meray liye ![]()
‘suno meray dil ki sada’ :love:
main nay kabhi jhooth bola hai tum say… ![]()
bongay log sirf bongiyaan he martay hain ![]()
acha acha.. ro mut.. plz… warna mujhay kuch ho jayee gaa ![]()
plzzzzz
sorry
yeh song ![]()
wo last pm check kiya mera ![]()
pixs wala…
yar garam garam tea munh main daal lee ![]()