Hush Hush Mujhey Apni Category Mein Shamil Na Karo ![]()
oh yar
bohat ho gayee larayee.. bund karain.. Yar Baywaqoof bhai.. ![]()
![]()
aaj aap mujh se pitt jaaien geyy
Nahi Hamaray Haan Males Uncle Hotay Hain Or Females Aunty Tumharay Haan Pata Nahi Aunty Uncle Kaisay Aik Sath Paye Jatay Hain ![]()
uss kaa… ![]()
ye khud hi mujhey tang ker rahey hain ![]()
SssssssshhhhhhHHHHHHHHHHHHHH!!!
bas karo tum dono ![]()
Sahi Hai Chaddi Bacha Teri Khatir Maaf Kar Raha Hon Aunty Ko :k:
Isay Ab Mazeed Kuch Kaha To Phat Paray Gi ![]()
ViVa I Was Just Joking N Nothing, Meri Koi Baat Buri Lagi Ho To I M Sorry :k:
Kar Diya Ustaad Kar Diya :k:
daikho tou baaz tou ab bhi nahi aa rahey ![]()
aur mujhey aap ki maafi ki zarorat nahi
thankyou Baywaqoof bhai
to phir kab lay kar oon ?? ![]()
Ok Na ![]()
Tumhien Aisay Yaqeen Nahi Aayega Shayad Mujh Par ![]()
Mein Chala Hi Jata Hon Yahan Se Phir Tum Khush Ho Jana Ye Soch Kar K Tum Ne BeWaQooF Ko Yahan Se Bhaga Dala Bas ![]()
jee nahi, mein nahi khush hoon gi.. aur na hi aap ko kahin jaaney ki zarorat hai..
bhool jaien sub…
Koi Baat Nahi Yaara Tumhari Bachi Hamari Bhabhi Hai ![]()
Abhi Mein Jaa Raha Hon ViVa Ko Khush Karnay K Liye Phir Kal Aa Kar Bataonga K Kab Le Kar Aana ![]()
Bye Bye Guyz ![]()
Have A Nice GS With U All Today, Opps Tonight ![]()
God Hafiz ![]()
aur mein ne aap ko kaha hai k kahin janey ki zarorat hai..
aur mein ab janey wali hoon, kiyon k HH nay aana hai..
hmmmmmmmmmmmmm :k:
yeh baat hoyee naa..’
okay TC & AllahHafiz ![]()
uss kaa kiss kaa? ![]()
tumhara or kis ka ![]()
haan meray tou friend hain na ![]()
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
haan meray tou friend hain na :D
[/QUOTE]
ofcourse friend he ho sakta hon.. :D