Where are you ...

Ustaad Sharam Ki Baat Hai :frusty:

Tum Apnay Hotay Huye Bhi Ye Likh Rahay Ho :halo:

stretches his legs and relaxes...hmmm interesting fight :D

mujehy kissi cheez ko pakarney ki zaroorat nahi.. :snooty:
aap apni fikar kerian plz :hoonh:

:bhangra:

Mein Kiyon Kar Jaon :mocking:

Meray Ustaad Ka Thread Hai :stuck_out_tongue:

Tum Jao Yahan Se Bhudhi Aunty :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by BeWaQooF: *

Nahi Tum Jitni Seh Sakti Ho Itni Hi Maar Raha Hon :p
[/QUOTE]

mutlub aap ne qabool kiya na k aap bongi maar rahey hain.. :p

:eek:

Tarakki Ho Gayi :smiley:

Chaddi Se Dhoti Kurtay Mein Aa Gaya :hehe:

daagho bahi, iss budhey beywakoof ko yahan se nikal bahar kerain.. iss ko buss pangey kerney aatey hain :hoonh:

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *

mutlub aap ne qabool kiya na k aap bongi maar rahey hain.. :p
[/QUOTE]

Nahi Tum Se Qabool Karwaya K Tum Bongiyan Sunti Ho :D

khud ho budhey khosat :mad:

aap kuch bhi keh lein, mein budhi ho hi nahi sakti :snooty:

aur ustaad abhi aap ko khud bahar nikaalein gey :hoonh:

:hehe:

its okie vivo…bachaa hai :smiley:

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *

kiss kaa? :p
[/QUOTE]

kiss kaa.................. :p

Chalo Hamein Ye To Aata Hai :cool:

Tumhien Jhoot Bolnay K Siwa Or Kiya Aata Hai Aunty :hehe:

aap ne khud abhi qabool kiya hai :hoonh:

ab mein kiya keroon, kaan tou band nahi ker sakti na :hoonh:

oh yar.. stop with this fight :smack2:

Haan Theek Kaha Ustaad :k:

Is Aunty K Samnay To BeWaQooF Waqai Bacha Hai :hehe:

bachaa na budha hai.. :mad:

aur jhoota bhi :mad:

jhoota budha :hoonh:

Oh Amma Kis Dunya Mein Rehti Ho Jaag Jao :smash:

kiss ka??? :halo:

jee bongi maarni aate hai aur jhoot bolna aata hai :hoonh:

daikho, baaz aa jaao.. khud ho gey aunty uncle :hoonh: