Where are you ...

awww tu ja ker rest kero na :smash:

shukr hai tumhein pata hai :halo:

Daaghoo uncle: awwwwwww :hug::halo:

Ye Bhi Mat Lana :smack2:

Yahan Ye Kapray Dhonay K Kaam Aata Hai :rotfl"

BRB :wave:

thanks :smiley:

aur mein koi pahard par thodi charhne gaya tha :grumpy:

acha acha take ur time..
or urdu ka exam kaisa ho?>??

plz bata doon naa :teary2: warna aik adad pm bhej doon gaa :smiley:

bailan nahi hathora nahi phir kia laoun mae :smack:

waisay me kapre washing machine mein doon gi :snooty:

To Phir Tight Ki K Nahi :konfused:

kya chal raha hai heartu???

aur yeh kya dono behne ek saath online :eek: aaj to khair nahi GS ki :stuck_out_tongue:

theek hoon :bummer: kitni thand ho gayii hai aaj phir :smack: lagta hai iss baar summer nahi aane waala…

abhi nahin kee :dixsi:

Woh Bhi Mat Lana Do Do Pari Hain :smiley:

GS aur kia :hula:

hehe wo bhaag gayee hai ab… ab shaid na aayee :hula::devil:

ap sunayee?? boht kaam kia aaj kia? :frowning:

yesterday was soo good…aaj subah office ke liye nikala to :smack: wahi dark and gloomy and dull and cold :frowning:

Mein Ne When Kaha K Pahaar Par Charhnay Gaye Thay :eek:

Meray Kehnay Ka Matlab Tha K Pahaar Tornay Gaye Thay Kiya :smack2:

rest kaha :bummer: abhi kuch der mei baahir jaa rahi hoon…

mujhe sab pata hai :smooth: :smiley: … kal ya shaeid parso (jab hamari last baat hui thi ) bataye bagair ghayeib ho gayi thi :hoonh:

ayluu :smack:

kyon naa aaye :teary2: :bummer:

kyon bhaga diya usko :frowning:

haan na bahot kaam hai ‘things to do’ list mein 11 cheezein thi 7 hui hai baaki ab kal karoongha :devil:

boht shouQ hai bahar janay ka :smash: aram se ghar mein souu :sleep:

kul hoee thee.. raat ko online thee tu bhai aa gaye aur kehte hein raat ko na betha kero :nono4:

i was sooo sick of wearing band shoes…sandals pehn ke gayi college…aur pao freeze ho gaye :smiley:

what time are you finishing work???