Par Us Ne Car Ki Nahi Tumhari Headlights Kaha Tha ![]()
Ab Batatay Ho K Nahi ![]()
Par Us Ne Car Ki Nahi Tumhari Headlights Kaha Tha ![]()
Ab Batatay Ho K Nahi ![]()
barii jaldii reply kia hai ap ne mohtarma :halo:
pata nahi yaar.. sub :rotato: gaye hein :halo:
:D.. Secondary school…first year..Year 7…pak ki 6th class banti hai i think ![]()
Aisa Mat Karna ![]()
Yahan Pakistan Mein Custon Duty Buhat Lag Jati Hai ![]()
bus yaara
kiya bataoon…
kiya matlab …sab :rotato: gaye hain se???
Matlab Wahan Goray Jo Saatwi Mein Parhatay Hain Woh Yahan Pakistan Mein Chatti Mein Hi Parha Diya Jata Hai ![]()
Kiya Baat Hai Pakistan Ki ![]()
kiya matlab??? ![]()
Congratz…![]()
& Allah Hafiz ![]()
chalein phir 2-3
le ker jaoun gi
kia khiyaal hai ![]()
kia howa?
tabeeat tu sahi hai na ![]()
mutlab sub ghoom gaye hein
![]()
yaar 4 line kay pm mian 4 ghuntay ![]()
mujhay sumjah nahin aa raha ![]()
Woh Lao Na Lao Barabar Hai ![]()
Yahan Pakistan Mein Buhat Miltay Hain ![]()
yaha year 11 tak school hota hai…
waise ye tu hai ke ‘Kiya baat hai Pakistan ki’ ![]()
![]()
am back ![]()
uffffff kitna kaam kar liya meine aaj ![]()
Chuppppppppppp ![]()
oh bhai.. he meant.. plz tighten ur cars’s headlight ![]()
nahi theek…sar & pait mei dard hai ![]()
wo tu pata hai mujhe ke sab ghoome huey hain
![]()
Welcome back Daghoooo bhaiyya ![]()
ahaan dat’s good ![]()
phir
le aoun gi ![]()
4 line ka tou nahi hai ab pm
mil jaaye ga, thori dair main pm :halo:
hehe, tou rehney do.. itna zaroori bhi nahi samajhna ![]()
Welcome Back Ustaad :k:
Hain Kaam Kar Liya ![]()
Par K2 Ki Height To Abhi Tak Wohi Ki Wohi Hai ![]()
thanks bachii
![]()
kaise ho? kya chal raha hai?
awww tu ja ker rest kero na ![]()
shukr hai tumhein pata hai :halo:
Daaghoo uncle: awwwwwww
:halo: