shaid haan shaid na ![]()
meri mazrii:snooty: mushtanda kahon ya mushtandii :o
shaid haan shaid na ![]()
meri mazrii:snooty: mushtanda kahon ya mushtandii :o
kon saa surprize ![]()
app ho flooder aunty ![]()
moj masti zayada nahin karta.. jab . udass hota hoon to karta hoon.. sirf or sirf apnay ap ko normal karnay kay liye.. waisay bhi kul to school main “DESI CONCERT” thaa.. ishe liye sub dost waigara nay program banaya thaa kay “concert” bhi dekh lain or saath saath.. kishi pakistani restaurant main dinner bhi kar lain.. bus.. ushi main diar ho gaye
waisay to ghar say ijazat lainay main sub say zayada problem hoti hai
1000 sawal/jawab hotay hain :halo:
koi haal nahin logo ka ![]()
app appho aunty suna?? ![]()
means… na re na na … fifty fifty ![]()
haan na kounsa surprize?
je nahi ap ho flooder na ke mae ![]()
oh wow.. yani khoob enjoy kia :k:,… uff suchiii mein larka honay k boht faidayy hein koi mujhse pochay
jub dil chaha friends ke saath chalay gaye… arghhh ![]()
jee nahi jeeeeeeeeeeee mae nahi hon aunty ![]()
shaid ![]()
log kitni jaldi bhol jatay hain.. shayad jaan boojh kar.. :halo:
nevermind aunty
haan bohat enjoy kiya
or app to janti hain.. main or merey friends .. bohat shararti hain
wahaan par indians bhi thaay.. Itna mazaak uraya thaa.. mut poochoo..
jaisay he koi indian performer aata thaa .. us koo itni awazain lagatay thaa..
mere haath mai aik chota sa “sheesha (mirror)” ka tukra thaa.. jaisay he koi stage par jata thaa … hum wahan say.. mirror say reflection shuru kar detay thaa us kee ankhoon main … larka honay kay honay tab faiday hain… jab wo har kaam apni marzi say karay ![]()
app he hoooooooooooooooooooooooo :kaboom:
i have read somewhere… Larki agar “NO” keh de… tau isska matlab hai… “shayad”… agar woh “shayad” keh de tau isska matlab hai … “yes” aur agar woh “yes” keh de … tau woh Larki hi naheen hai… ![]()
aap ne “shayad” kaha… means YES… so you are a Pashtun :k:
wah re
bechare Indians.. :halo: yani ke aap ne kul khoob enjoy kia… hmmm
mujhe jealousyy ho rahi hai
.. mae bechari pooray week se kaheen nahi gayee bulkay chutiyon mein sirf aik din hee SB k ghar gayee thee:bummer: kitne nuQsanaat hain na larkii honay k ![]()
Hearto.. is Pashtoon
![]()
kyun… :-|…darr gai kya? … ![]()
ufffffffff ap ne kahan parha ye ![]()
Noops hum pushtun nahi hai ![]()
haan bachare.. “hatha kar rakh dee thee hum say” main to hamesha he mazaa karta hoon… saal main aik /do dafa he to jana hota hai.. concert main..warna..
waisay subha kay time to hum log jatay hain.. taqreeban every sunday ![]()
awwwwwwwwwwwwwwwww Heartooooooo
koi baat nahin naa..
haan mujhay pata hai.. app kis din SB kay haan gayeen thee..
koi nuqsanaat nahin hain… ![]()
aray nahi bhae
hum log punjabi hein ![]()
haan yar.. khaturnaak log hotay hain..
or mere liye to kuch zayada he khaturnaak
![]()
agar app gala bunda kar kay.. or nose bund kar kay… punjabi ka word bolo to.. bohat funny sound niklay gee ![]()
:-|… mai aapko khatarnaak lagta hoon?.. ![]()
mera itna dil chahta hai larkoon ki tarah moj mastii keron :halo: lekin ijzat nahi miltii:bummer: aur waisay bhee yahan koi achi jaga hai bhee nahi janay k liye ![]()
![]()
hehe nahi nahi fifty fifty keh lu ap
nuQsanaat hein bhee aur nahi bhee hain ![]()
to app PATHUN Party kay hoo
Pathoon log bohat shareef or seeday saaday log hotay hain.. jaisay app ![]()
wasay wo to mere strategy thee…moon kholnay kay liye ![]()
gala bund ker liya tu oper pohunch jaoun gi ![]()
acha jee mae abhi 10 min mein aatii hon
jana mut ![]()
to app ko moj masti pasand hai
![]()
yeah right .. ![]()
mere sis ko bhi kabhi nahin milti :halo:
Qatar main to kuch bhi nahin.. lakin agar mujhay wahan job mil jaye to main waheen aa kur reh loon.. sakoon to shayad naseeb ho jaye
yaahan par to wo bhi nahin ![]()
haan 50-50 sahi hai… ![]()
Kanjoos Aunty