shukar hai aaj ki sadi mein reply kar diya hai..warna mein tu samjhi thi shayad khud freeze ho gaye hain ..per hayee reyy kismatt ..aur mein ne khalu k saath jo kia theek kia balkey kam kia..khud kaun sa kam pangay leytey they woh…..unhi ki bhanji hoon ..…ab inshallah 3, 4 mahine mein dobara ayein gay,actually official trip per hi aye they is dafa bhi aur sirf weekend per ruk kar jahan jana tha yani office wahan rehne gaye they..aur un ka plan tha k wapsi mein 1, 2 din ruk kar jayein gay..per yeh baat mujhe HARGIZ manzoor nahi thi..eik tu pehli dafa miley they upar se sirf 1, 2 din k liye..namumkin..mein ne kaha k aap 1 hafta rukein gay..phir sab ne zor diya ..phir woh rok gaye..smokin…ab inshallah phir ayein gay…
aap kyun B’;ham aye gay??.. awayeen khamakha..waheen beithain..yahan aney ki koi zaroorat nahi hai acha..…
acha haan yaad aya..mein tu jaa rahi thi na..chalo ok bye shye…oh haan waise Eid per kia karein gay? tub tuk tu Saleem Miyan bhi aa jayein gay hone waley Dulha ban kar....haye bechari woh andhi..aqal ki bhi ankh ki bhi..
chalo ok bye shye..aur takecare nahi keh rahi mein snooty..Allah hafiz..
BeWaQooF BeWaQooFi Nahi Karay Ga To Phir What Karay Ga
Or Ager Andhey Ko Bhi Nazer Aana Shuroo Ho Gaya Hai To Phir Us Ne Zaroor Kisi Buzurg Se Taweez Liya Hoga
Haan Yaad Aaya Mujhey Us Villan Ka Naam Bhi Yaad Aa Gaya Hai Amresh Poori
Awwwwwwwwwwwwww Pari Zara Mukhra To Karao, Kash Ye Tumharay Pankh Na Hotay To Mein Apni Amma Se Sifarish Karta
Yaar RaBiaa Tum To Pari Ho Na, Mera BP Level Check Karo Na Phir Mental Level Baad Mein Karti Rehna, Or Suno Kabhi Guroor Karna Bhi Mat Mohallay Walon Ne Jootay Utar Lena Hain