Where are you ...

Salaam ‘n’ Subah Ba’Khair :wave:
:slight_smile:

salam to every one...whaere is *Rabiaa * ???

:wsalam: WG

and Subah Ba’Khair to you too :slight_smile:

:wsalam: ata jee

Rabiaa ka pata nahi :frowning:

gayab ho gayi hai…may be Ramadan ke wajah se busy hoge…

jaisa aap ne kaha thaa :rolleyes:

at least mere friends main tu koi aisi nahi hai :smooth:

haan ek larki hai :slight_smile:
.
.
.
.
.
..
.
.
.

.
.
.
.
.
.
lakin uski shadi hone wali hai :smiley: :smiley:

:salam: :slight_smile: kiya haal hain WG ???

hi bhaiya…i’m back:hehe:

hi rabia bajoooo:wave:
:salam:

Alhamdo Lillah Daagh Jee and Jiya I am fine. Aap log kaisay hain :)

haan jaisei kahi thi waisi hi chahiye :smooth:

ohhh shaadi hone wali hai :bummer: yaha bhi late ho gaya mein

phir bhi kuch chance hai kya mera ??? :smiley:

:wave: welcome back

aur rabia kaha dikh gaye aapko? :rolleyes:

:hoonh: Amnaa je kia aap ku wo nazar aa raha hai ju humm sabh ku naheen …
ye Rabiaaa kahan dikh gae idher … :smack2:

PS: Ahistaa naam lu aa he na jai .. :hehe:

Itnay dinon say nehi aaye aap nay naraz to nehi ker dia usay :smash:

mai nai koe Naraz waraz nahen kiaaa… Ramadan mai Shaitan aor uss ke khalla ku band kur diya jatta hai… wo he huwaa hu gaaa.. :rolleyes:
lagta hai Radio pur Ailaan kurwana Purdai gaa… Gumshudaaa oo Gumshudaaa :hehe:

sowwie ..i was missing her…dun know y..:konfused:

ap sunayo..kya haal hai ?

why cant she come..bb to zooor say bulaoogi…rabia bajoooooooooo:mocking:

ops…sowwie..i gues i’m missing her very much

je app keh rahe they ki bahuit busy hai kaam mai nah aur yeh shakal banaye thi nah:(?
jab bhabhi ajaye gi to to app har rooz yeh shakal banayegay nah:)

hehe

:hehe:

:hehe:

sharam kero:rotfl:

woh kia hutte hai … :confused:

aisaa hai tu.. aor zoor sai bullooooo… abhi tu london tak awaz naheen aaye B’gham tu kuch aagai aata hai … :rolleyes:

Yeh to mujhay bhi nehi pata:(

shappppppppp:2guns:

[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *

Yeh to mujhay bhi nehi pata:(
[/QUOTE]
han ye tu hai... waisai wo suna tu hu ga..."Jis nai ke Sharam, us kai..........................."