ye he programme hai abhi tak tu .. ![]()
Wlaikum Assalam
was
how r u ?daghoo bhaiaya ek dafa bhabhi ajaye to kaam jaye ka bar mai ![]()
hana?
town center chale chakkar lagaane ???
DS: good good
hum bhi theek thaak allah ka shukar hai… :)kaam and studies kaisi chal rahi hai ?
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
town center chale chakkar lagaane ???
[/QUOTE]
chullu aa jao....
okies will be there in 5 mins ![]()
ta ![]()
aap to bohet DERR gayai ho:D
to phir kaisa hay:smack:
pehlay yeh decide ker lo:mad:
kaisay ho DG ![]()
Allah ka shuker hay bohet achay
aap sunao:)
mai bhi bus achhi ho
sowwie..but abb aftare banane hai …so i have to go ..inshallah pir baat hogi..
Allah Hafiz
tc..![]()
bye daghoo bhaiya ..and kk and ds
[QUOTE]
*Originally posted by digitalsurgeon: *
smilly aunty !!!
DG == digitalSurgeon ??
theek hoon g ap sunain !!! aunty g !!
[/QUOTE]
Allah ka shuker hay bhanjay aunty theek thak hain:D
![]()
wow:bummer:
![]()
jiya jee
kaise hai aap ?
daaghu ji theekh hain hum:)
aap sunayen kiya haal chaal hai ???kiya horaha ha???
sab kuch theek thaak alhumdo lillah ![]()
abhi aaye hai wapas ghoom kar
lunch time tha na ![]()
bas 2 more hours to go ![]()
aap sunaye kya chal raha hai and kaha gayab the itne dino se ?
wowwwwwww:hula: 2hours ,maze karen aap tu
yahan tu abhi subha ke 9:00 horahe hain ![]()
8 hours 2go:mad:
aur aaj kal u know iftar party main busy , kal humare yahan thi ,us se pehle ek relative hain unke yahan thi , bas yahi horaha hai aaj kal ![]()
well hum ko roza rakhe hue bhi to 10 hours ho gaye na ![]()
oh aish chal rahi hai aapki to iftaari partiyan aur ek hum ![]()
aur aapki nayi friends kaisi hai saari ? koi dhoondi humare liye ![]()
aap ke matleb ki koi nazer hi nahi aati:(
aisi kaise dhoond rahe ho aap ![]()