zabar10 yaar
aap sunaao?
apna bhi ekdum smooth…
mera ghar jaane ke dates bhi tay ho gaye
bas one more month ![]()
tau shaadi kub hai
?
OK Guys Allah HAfiz
![]()
abhi to dekhi bhi nahi koi yaar shaadi kaha abhi ![]()
but may be fix ho jayega kuch ![]()
haieeN:silly: yeh shayad kal kaa ALLAH Hafiz thaa jo aaj kiyaa aap nay ![]()
![]()
allah haafiz
AOA:wave:
Uth jao saray:smash:
WAS ![]()
Uthay huay tu haiN.. Aap ignore ker kay chalee aain doosri thread say ![]()
walekum salam how r u
![]()
Sub ko UTHA ker khud so gayeeN shayed. ![]()
lols…nehi office main hoon na is liyai:bummer:
**ZU: ** Allah ka shuker hay aap kaisay ho:)
Shuker aap bhi goya hueeN. Kaisee haiN aap. Acha dil laga ker kaam kero. hum sehri kernay jaatay. Rab Rakha ![]()
i m also fine thanx ![]()
aur jee koi navi tazi ![]()
all of you… so is there n e thing interesting i am missing?
Saray Idiot clients aaj hi aanya thay:crying:
ok jao ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *
i m also fine thanx :)
aur jee koi navi tazi :D
[/QUOTE]
navi tazi yeh hay k mera aaj Off nehi hay:(
Wasalam:wave:
Aap ki subah kafi jeldi ho gaye aaj;)
yeh tau baRRi puraani baasi khabar hai
.. kaunsaa din nahiN hotaa jubb aap off hoti haiN ^o)?
subh kahan.. abhi tu raat hoonai walle hai …
was up late night ..
abb neend aa rahe hai .. ![]()