fikr na kuru ye tu hummai bhi Bachay he kehtee hain … ![]()
hmmm … kion bhai kion aaiysa kia kur diya… chullu DAagh ke tu samajh mai aate hai .. but why me … ![]()
hmm Dada Abba ab theek hay:D
yaani ke daadi:eek:
Good:)
aur kahan hona hay:bummer:
Kon Dadi Kis ki Dadi:konfused:
![]()
aap Dadi Ammi:blush:
ab perfect hai;)…
![]()
sab batadein;)..
tangay turwalain?
![]()
dimaagh ki dahi banjati hai zyada nahi:D
lols…
iss mousam mai ziadda dahi .. achaa nahen .. :nono:
parhaiz kurna chahiyai…![]()
PS: ye MUjhai Dada Je kis khoushee mai boulla …
j/k
yaar iss dhagay kaa tau
21 K honay walaa hai:hehe:
i can see many of u pul poss kar yaheeN jawaan bhee huvay haiN aur
aap logouN nay iss dhagay ko paal pos kar itnaa baaligh kar diyaa hai kay dau chaar hazaar posts tau yeh khud hee baRRhaa laitaa hai:D
lols… han ye hummai MAtrix ka Agent Smith hutta ja raha hai abb …![]()
[QUOTE]
*Originally posted by BrokenSky: *
sab batadein;)..
tangay turwalain?
:D
[/QUOTE]
lolsss bechay kion Is Umer main Punga laitay ho:D
Ok guys… back to LAb…
baad mai battain houn ge…
Allah HAfiz
![]()
![]()
![]()
![]()
kaise hai sab ???
![]()
![]()
hum Alhamdo Lillah ![]()
aap kaise haiN ???
allah ha shukar hai Anwar jee ![]()
aap sunaye aap kaise hai ?
ALHAMDO LILLAH ![]()
duaaouN maiN yaad rakhtay ho naa bhai :)?
mere saare dost hamesha mere duaon mein rehte hai …and you are one of them no doubt ![]()
aur kaam-shaam kaisa chal raha hai aapka ?