![]()
aaj kal nazar he nahi atay hain ![]()
Re: Where are AQ and BV
jaisay iss waqt Innocent Smile nazar nahi aa rahay
waisay hi AQ aur BV bhi nazar nahi aa rahay ![]()
Re: Where are AQ and BV
Innocent_Smile ko kia howa hay
wo kyo nazar nahi a raha hay
he was oneof the active member of cafe :-|
Re: Where are AQ and BV
looks like baychaaray kay cell khatam ho gaiey ![]()
Re: Where are AQ and BV
to wo new celll kyo nahi lay laita
may b usay pata he na ho k new cells kaha say miltay hian
aap us dukaan ka pata pata dain jaha say aap nay apnay liay cells liay thay :p
Re: Where are AQ and BV
Innocent smile ki shadi ho gayee
![]()
Re: Where are AQ and BV
Oh eek
kiss k sath
kesay
kyo and kab
Re: Where are AQ and BV
Imran aap ko kiya pareshaani hai ![]()
shaadi Innocent smile ki huwi hai jo hamay chourr kar chala gaya ![]()
soo manyyyyy ---------->
for IS !
nothing for u ![]()
Re: Where are AQ and BV
![]()
Re: Where are AQ and BV
itni compliklititated batain mairee samajh main nahi ateeN ![]()
Re: Where are AQ and BV
samajh ko samjho samajh samajh kar samajh bhi aakhir aik samajh hai, samajh ko jo na samajh sakay samjho kay woh bay samajh hai :p
Re: Where are AQ and BV
mujay kia pershani ho gee snooty
meri terf say jaiay barh mai IS
khasma no khiay
us nay mujay apni shadi par nahi bulaya
kitna be-wafa dosat hay wo
Re: Where are AQ and BV
aapo ko kia howa
lagta hay aap k cell phir kamzoor ho rahay hain ![]()
Re: Where are AQ and BV
aap ko kia howa
lagta hay aap k cell phir say kamzooor ho gay hain
Re: Where are AQ and BV
I hope the missing ppl come back. :(
Warna mai bhi chali jaoon gi. emotional blackmailing wali dhamki
Re: Where are AQ and BV
sajal baji aap agar gayeeN na...tou mai....tou mai...aap ko aunty kahOUn gi :p
Re: Where are AQ and BV
Mere janay k bad bolo gi na
tau mujhe nahi pata chlay ga na hi faraq parray ga. :nahnah: