Ask her to write stories.
Or
If she can’t write teach her to write.
If she can’t then you ask her and write for her.
Jo utlti seedhi in angraizon wali khabti type ki batain ya kahanion main hon ussay kahain yay sahi naheen hai aur yay ghalat hai hai iski jagah kuch aur achchi baatain add karwain.
Islami kahaniaan ussay sunain. Uski batain add karwain is tarha wo seekhay gi bh aur Islami knowledge bhi ho gi aur ussay maza bhi aay ga.