when you lie to ppl

Re: when you lie to ppl

Jhoot bolnay pay amada kar kay shaitan hamain khush karwata hai.

Jhoot bolnay say khushi milti hai unko jo shaitan ki rahon pay chalta hai aur us jhoot kay badlay bohat say duniawi fawaid bhi hasil karta hai wo khud aur shaitan bhi. Laikin Dewi lihaaz say apna bohat bara nuqsaan karta hai wo khud bhi aur shaitan bhi.

Jis say jhoot bolta hai uska duniawi nuqsaan to hota hai laikin deni bohat bara faida hota hai jis ka koi naimul badal naheen.

Wo aap ki naiki utha raha ho ga aap ki achchaion kay palray say ya apnay gunah daal raha ho ga aap kay gunahon kay palray main. That makes me happy when I get any nuqsan.