whats your latest obsession

**
aaaaaaaaaawwwwwwwww..mamma daddy kii chaheetii beTii jo haiN na…is liye! masha Allah :)** kaash mere bhii maan baap Hayaat hote to kitnaa achchhaa hotaa…Allah unheN jannat ul firdaus meN jagah ataa farmaaye…aameen :slight_smile: cherish ur parents…meri dua hai u ke liye…aameen