What's up today?

[QUOTE]
*Originally posted by BrokenSky: *

haan aaj sab log mujh se naraz lagtayy hainn .. :( ..
[/QUOTE]

Nahin jee hum to aap se naraaz nahin he..:)

Naiki aur Pooch Pooch :blush:

tu so sakta hai yar

acha chor tu ye suna aaj kal kiya kar raha hai tu ?

Aap ko bataya to na ke Boss humhara chutiyoN par gay he..Abhi to hum enjoy kar rehe he lekin unhoN ne wapis bhi anah he..aur jo kaam de kar gay he woh purha hona chahiye warna pher daant pardheiN gi..aik to woh daanteiN bohot he..:frowning:

Bosss pehle apni ammi se baat kar lo ye na ho na k udhar ammi ne bhi koi dhoond rakhi ho

Zakhmi jee…:hula: Congratssssssssssssssssssssssssssssss:hula:

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

Aap ko bataya to na ke Boss humhara chutiyoN par gay he..Abhi to hum enjoy kar rehe he lekin unhoN ne wapis bhi anah he..aur jo kaam de kar gay he woh purha hona chahiye warna pher daant pardheiN gi..aik to woh daanteiN bohot he..:(
[/QUOTE]

tu aap ko daant bhi parti hai

kash mien aap k office mien hota tu mien aap k kaaam bhi kar diya karta :(

MaiN khud kesay baat karlooN mom se… :blush:

CONGRATS on 8k Jano :kiss: :hug:

[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *

tu aap ko daant bhi parti hai

kash mien aap k office mien hota tu mien aap k kaaam bhi kar diya karta :(
[/QUOTE]

Jee haan pardti he ...woh bhi bohot ziada..aur aj kal to pochiye mat..pata nahin boss ka mood kioN itna kharaab rehta he..jab ke sab kuch itna acha ja raha he...kabhi kabhi to esha laghta he jese sarha ghussa woh mere par hi utharte he..:(

Nahin jee aap ka apna kaam kia kam he..!

Thanx :hug: :flower2:

thanx bhai jaan

well tu pata karwao na kahien aap k liye 2 , 2 larkian dhoond li jayien

per aap tu kaho ge dono se hi kar do :smiley: hai na ?

U Welcome:)

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

Jee haan pardti he ...woh bhi bohot ziada..aur aj kal to pochiye mat..pata nahin boss ka mood kioN itna kharaab rehta he..jab ke sab kuch itna acha ja raha he...kabhi kabhi to esha laghta he jese sarha ghussa woh mere par hi utharte he..:(

Nahin jee aap ka apna kaam kia kam he..!
[/QUOTE]

hmmm lagta hai k aaj kal aap k boss ki apni waife say larayee chal rahi hai :D

nahi yar phir kiya hua mera kaam bhi ho jaye ga

actually jab mien tumhara kaam kar raha hoo.n ga tu asal mien mera hi kaam ho raha ho ga :)

Hum itnay Kush NaseeN kahaaN yar…

YaahaaN aik naheeN milti and.. Tum.. Do DO ke Khwab dikha rahay ho :bummer:

Nahin jee humhare boss ki to biwi to kab ki fout ho chukee..:frowning:

Bas woh to jab unhein kohi milta nahin to unhein ye to pata he ke ja kar Sarhi bataiN Nayaab ko keh dehta ho woh koun sa kuch kehe gi..:frowning:

Hmm yeh hum samjheiN nahin ke aghar aap mera kaam karhein gay to aap ka kaam bhi ho ga..woh kese? Jab ke hum dono ki job to bilkul aik dosreh ki job se alaag he :confused:

Hello hello ??

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Hello hello ??
[/QUOTE]

Testing Testing ??

aap samjho na samjho GS bhai samajh gaye hien :wink:

larkion ka kaam karna apna kaam karna hi hota hai :smiley:

kiya hua ye mic kharab ho giya hai kiya aap dono ka

yar meray paas Boss behta hua thah yar :frowning:

u know how scary when boss sitting next to ur chair :frowning:

Hmmmmm…!

Boss jee hehe ..hum se ziada koun jaan sakhta he ke boss kitne scary hoteiN he…:bummer:

:slight_smile:

aur janab koi joke hi suna do