Hum achay haiN… ![]()
TumhaiN dekh kar phir Gana Yaad agaya..
TooTa AsmaaaN so gaya… hooo hohoohohooh
TooTa AsmaaN so gaya… La la lall lalalla
Hum achay haiN… ![]()
TumhaiN dekh kar phir Gana Yaad agaya..
TooTa AsmaaaN so gaya… hooo hohoohohooh
TooTa AsmaaN so gaya… La la lall lalalla
w.salam
i m fine Allah ka shukar hai
aur suna aaj tujhe neend nahi aa rahi kiya ![]()
![]()
Mil hi jaye ga naheeN… Mil hi Jaye Gi… ![]()
And… Agar LaRki hay.. Tou .. Naiki aur Pooch poochi.. Mujhay abhi se Qabool hay ![]()
yehh waqaii koi gana hayy ..
..
W Salaam BS JEE
Hmm sab ke haal hum bataiN he..
Hum bilkul theek he..![]()
Golden Scorpion jee torde udaas he..![]()
Zakhmi jee: Woh aj kal kuch ziada hi kuch he..!
lol mien tu aap k liye achi si piyari si dulhan dhoond raha hoo.n aur aap ho k mujh per shaq kar rahe ho
mien ne kaha larki ho ya aurat ho ![]()
aap kiya samjhe theh ?
ZU : 1:33 bajj ray hainn , iss waqt kaun sota hayy ..
..
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
W Salaam BS JEE
Hmm sab ke haal hum bataiN he..
Hum bilkul theek he..: )
Golden Scorpion jee torde udaas he..:(
Zakhmi jee: Woh aj kal kuch ziada hi kuch he..!
[/QUOTE]
achaa yeh to asaanii kardii aap ne .. :p ..
zakhmii jee kya hainn , zara humainn bhi to pata chalayy .. ;) ..
kya sab log soo rahayy hainn .. :halo: ..
I know..![]()
Jee jee pochiye…!
larki ka naam hai
Adbdul Rahseed
kidding yar
GS bhi sacheee yar ek rishta hai aap seriously batao tu mien baat karo.n ![]()
Nahin jee me to nahin so rehi…ye kohi sohne ka waqt tordi he..aur wese bhi job par so gay to kaam koun karhein ga..:nahnah:
Ab tak to Dono hum se bataiN kar rehe te..aap ke anhe ke baad dono chup ho gay..Hmm shayaad aap se dartein he
pooch to liyaa ..
..
zakhmii jii ke baaray mainn .. :halo: ..
tera kiya tu tu 24 ghantay so sakta hai ![]()
haan aaj sab log mujh se naraz lagtayy hainn ..
..
kessayy ..
..
24 ghantayy kessay so sakta hoon ..
..
shaaaam hoyee , ghar aaa panchii ..
..
HaaN na…
MOvie… ka naam hay… MAHAAN… Star is AMit Uncle. ![]()
LaRKi ho tou zyada achi baat hay ![]()
aap so jao gi Boss kaam kare ga na ![]()
well BS se dartay nahi hien ye jab bhi kisi thread mien ata hai
thread mien Susti parr jati hai ![]()