What's up today?

HMMMMM nahi kahtay batameez Jee kahtay hein :snooty:

FARKHANDA :hula:

:hehe:

baray mazay a rahay hein :expressionless: waisay wo train wali Fark… bi kuch kam nahi thi :wink:

[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *

baray mazay a rahay hein :-| waisay wo train wali Fark... bi kuch kam nahi thi ;)
[/QUOTE]

lol wohi wali na jis k paas kiraya nahi thah ;)

Yar mein ne tujay us ki ghubat ka mazak uranay ko to nahi kaha :snooty:

Sagar Sadiqi Saab ka aik share hay

Meri ghurbat ne uraya meray fun ka mazak
Tayri dolat ne tayray ayaib chupa rakhay hein.

Heeyyyy…:wave:

Ali kahan pe thei tum kul?..:hoonh:

ZU…yaar Pakistan fatafut Indians ko out kiyoun ni kurta…:mad2:

wah jee wah kiya sher hai :k:

agar fatafut out kar diya tu phir match mien interest nahi rahe ga na :wink:

aur u know India wale tu dar jayien gien na aise

:crying:
yaaaar i asnt expecting this at all…:mad:

we MUST have more wickets…:mad:

Yar mein to kal bi office mein hi tha :frowning: Sara din BOSS porani files mein saar khata raha :bummer:

Sher acha to is say sabaq bi sekhoo :snooty:

Sabar bi karoo jee wo bi ghar say khelnay ay hein. :wink:

204/4 ( 38.4 Over)

hmmmmm…mujhe aaj juldi ghur jana hei…baaqi ka match jo deakhna hei…:wink:

kul phir aaoun gi…:slight_smile:

:mad3:

:mad:

:mad2:

mera khoon khoul raha hei…ye out kiyoun ni hote…

Okay :wave:

Apna khiyal rakhna :slight_smile:

Allah Hafiz :flower1:

208/4 (39.0 Over)

In ke hath paoon band doo :stuck_out_tongue:

209/4 (39.1 Over)

Aliiiiiiiiiiiiii…:smack:

tum bhi bus pagul ho…kitni baar kaha hei…mein ja nuhi ruhi houn bus waisey bata ruhi houn…sumujh ke ni sumujh?..:hoonh:

jaane se pehle bata jaoun gi..:smack:

212/4 ( 40.3 Over)

Paaaaaaaaaaaaanch out…:nuch::nuch::nuch: