What's up today?

Tum say cheiay mangi thi wo to tum nay di nahi :frowning:

:wsalam:

Sorry yar wo mein office mein bohat ziyada busy tha :frowning:

OK BOSS

no tv no stadium

net is zindabad :slight_smile:

u know meray office se Qaddafi Stadium ki Lights nazar ati hien :cool:

Jiger :hug:

Or kiya hall hay or kiya ho raha hay :wink:

O Pa jee koi bat nahi wo gaibana salam ka jawab day raha hay koi bat nahi is ko muaf kar doo. mein samja doon ga dobara nahi karay ga :stuck_out_tongue:

O U CHALAK KUKRAY. ND to itni masoom bachi hay or tum us par ilzam laga rahay hoo :mad: She is so nice and sweet :snooty:

jo chalak n cheater :mocking:

Bhai jaan :hug:

Bara chehak raha hay aj Jiger khair to hay na :wink: Or sona kiya ho raha hay :slight_smile:

Na Office ki khirki mein khara howa kar ANDHA ho jay ga bepana husaan dekh dekh kar QOMI KHEL ke alrouder :hehe:

:rotfl"

:nono4:

i m fine Allah ka shukar hai :wave:

tu suna ?

kuch khas nahi bas time pass ho raha hai :wink:

tu bada hamaytee ban raha hai ND ka :wink:

kher tu hai na :hoonh:

:smack:

Abay kiya howa mein ne kya tayri HAMSAI ko ankh mar di hay ya us ko date par janay ke liyay razi kar liya hay :mad:

Laga rah laga Balcony mein khara rah or dekh loogon ke office ki windows mein :smiley:

Har waqat bakwas na kiya kar. She is a nice and sweet friends okay. :mad2:

Jo r a SHARAMLESS person :snooty:

Kiyoon kiya howa Sachi bat bori lagi kiya :expressionless:

:stuck_out_tongue:

very bad joke :nahnah:

Jiger aj kal tum apni Hamsai ke baray mein koi bat nahi sontay hoo khair to hay na bara emotional ho jata hay jab mein us ka naam layta hoon to :smiley:

HMMMMM

Hamsayee :konfused:

kiya naam kiya hai us ka , mujhe bhi tu pata chale ?