^^
my bro alwayz told me imran nazir is no good but i m glad its the opposite :k:
kaheen ka kya yahan ka hoon Lahore ka or GS ka ![]()
nahiiiiiiiii, main school main thi
![]()
jee ullu nahi balkay larkay bicharay to itbar kar laytay hein. or larkiyaan hamesha itbar ko toorti hein ![]()
BEWAFA LARKIYAAN ![]()
To is mein ronay wali kiya bar hay highlights dekhlayna Tensports par ![]()
ai ai ![]()
tensports nahi ata hamare cable main ![]()
sachi bat par ghusa a giya hay larkiyoon ko ![]()
achi bat hay is ka matlab hay tum phir khoob dihan say study karoo gi :k: mera bacha sabar karoo sabar. Sabar ka phal meetha hota hay ![]()
safai se jhoot bolna tou larko ki adat hai, my bro is an example ![]()
mujhe phal nahi chahiye, mujhe match dekhna hai
![]()
jo jhooti jo all the gals jhooti ![]()
Larkay to bichay itnay masoom hotay hein. Or larkiyaan Chalak or Cheater ![]()
Lekin agar Sabar itna zyaada ho jai keh angoor se kishmish aur khajoor se chohaaray ban gai tau ? ![]()
hai hai masooom larkey tut…tut…tut… :Pretty:
Nahi :nono:
match dekhnay say parhai ka haarj hota hay or phal khanay say Vitamins mitay hien or insan sehaat mand rahta hay lihaza chup kar ke phal khaoo phal ![]()
![]()
To phir is ko Pak Parwadigar ki raza samjoo or chup kar ke khaloo kboob jaan banay gi or khoon bi taza banay ga ![]()
![]()
Yah kahan chalay gay hoo sab :(
Aashi, NR, ND kahan hoo sab. mein yahan par akela hoon ![]()