What's up today?

Allah na karay mein to apnay ghar waloon ke bina nahi rah sakta mujay koi or bardast bi nahi karsakta :wink:

:salam:

mai aapki princess bhaga ke le gaya hoon kya ?:mad2:

:rolleyes:

jee nahi yah khoosh fahmi hay app :snooty:

Larkiyaan hi hamesha dhuka dayti hein. larkay bicharay to baray masoom hotay hien :frowning:

:rolleyes:

jaanti houn…lurke hote hi aisey hein…:smash:

hey ND..:wave:

ye aapki gulut fehmi hei jee…lurke hi hote hein be-wafa aur lachaar…:snooty:

:wave:

ND behna… mubarak ho… Pakistan A beat India by six wickets :dhimpak:

:wsalam:

:wave:

how r u ?

OH

MY

GOD

:eek:

thats sooooooooooooooooo in their face…:rotfl:

:hula::hula:

  • aaj mein naaachoun gi ah-ha*

:rolleyes:

yar abi to koi ai bi nahi or us ko bhaga ne walay pehlay hi a gay hein :frowning:

aapko bhi mubarak ho main kk main hi busy thi abhi tuk :jhanda:

jee nahi mein app say agree nahi hoon. achay boray larkiyan or larkay dono hi hotay hein bas zara larkiyoon ki ratio ziyada hay :snooty:

:rotfl:
bechara…kaash mein tumhare hone wali ko tumhara haal dikha suqti..kitne bechain ho ruhe ho…aai haai haaii…:rotfl:

hello IP n Aashi jee :wave:

ration ziyada ho gi mugur lurkoun ka dimaghi tawazun thora hei…:snooty: aur lurkiyoun ka ziyada…issi liye lurkoun ko ullu bana daalti hien…:hula:

:eek:

Allah Khair karay aj. zara video bana layna or mujay DHL kar dayna :wink:

beshurum kuhien ka na ho…:smiley:

:rolleyes:

jee nahi rahnay dain app. jab wo ay gi to mein khud us ko bata doon ga :mocking:

Yeah… when India made 335, we thought * Gai bhains, paani mai *
but then Taufeeq and Imran gave them a real rough ride :dhimpak:

hello ND :wave:

kiya ho raha hay :slight_smile:

Match dekha rahi thi na :hehe: