** Mu Hu Hahahahahaha!** "Quote the Mu,“NeverMu!” Yeh Duniya Doh Rangi Ajab Iski Baatein
Agar Pyar Maango toh Hasrat Millegi
Chaman Zindagi ke Hazaaron Killeinge
Magar Eik Dil ki Kali Nah Kiley Gi
Gham aur khushiyan hamain Khuda kae aur nazdeek ker daeti hain, hamain is baat ka yaqeen ho jata hai kae hamarae liyae jo rasta Khudawand kareem nae banaya hai, hamain sirif usi pae chalna hai aur ham apni merzi sae aik kadam idhar sae udhar nahin ker saktae.