^^^^Arry hamary Imams(like Hubal, shafi etc main se aik ya do) tu tny tarqi yafta or roshan khiyal thy ke aisi orton ky liy sadion pehly fatwa dy chuky ky JIN agar orat ky sath taluqaat ker ly tu bacha pyda hu sakta hy woh jaaiz mana jay ga ya shohar agar door giya huwa hai or bivi kahy khwab main sab howa or bacha bhi pyda hony wala hu giya tu os orat ka yaqeen kero mard bychara khwab main bhi ju lutf na utha saka os bachy ka kharcha uthay fiqah ki ro sy:rotfl: Bas Masla tu ghyrelo orton ka hy na onhn bhi aysa banana maqsad hy phir sary masail hal:cb:
I mean single unmarried mother ky liy to baro protections hain asal masla tu married mothers ko hy os ko koi disscuss nahi kerna chahta:hmmm:
***Yehi main ny socha tha magar masla yeh haiky ye log zinna/adultery /rape ki definition change kerna chahty hain Pakistan main bhi. yahan tu hu chuki. *
Ky agar larka larki y amard orat razi tu kia ker ga qazi yani shadi ke baghyr sab ker lo. Magar!**agar larki even bivi ny beech(inbetween) main bhi keh diya NO! he is not allowed to proceed any more woh yahan ky qaidy qanoon ky mutabiq zina/rape hai.
Ab ham civilzed Pakistani chahty hain ky yehi usool Pakistan or other Muslims countires main bhi hu or haqeeqatan ye sab hu raha hy ye sab bas ham ny legal nahi kiya is ko ab tak:D
** US or UK main in regards of shadi ky baghyr taluqat, hamri tarha mard ko khuli chuti nahi ky woh najaiz bachy paida ker ker phynkta phiiry or man ya AbdulSattar Edhi sanbhalain:hehe:
**
**Bas thora sa masla ye hu ga ky legal tareeqy sy shadi ky bandhan main bandhny wali orat or os ky bachon ky huqooq or ziada ghasab ho jain gy jin ki n apehly kisi ne prwa ki hy na ab hu gi:chai:
**