What Made You Sad Today?

Re: What Made You Sad Today?

yup…na ghar ke rahe na baahar ke…beech meN hii mo’allaq ho kar rah gaye! :frowning: maiN to vaseeyat kar jaauuNgaa k mujhe kam se kam dafnaayeN apne hii gaaoN meN :frowning: