Re: What kept you from messing up when u were teen
awww… iss main lahore kaha se aa gya mohtarma?? Roman main likhi urdu kaafi mushkil hai parhnay k liye…aur iss k ilaawa jab zyaada tar guftugu english main ho rahi ho to beech main urdu k paragraph zehan ko kaafi muntashir kar detay hain…
see…that ^ was urdu right?? from lahore too …lets get back to topic shall we??