Re: What kept you from messing up when u were teen
nahi , nahi , yeh jumal a shakia nahi , balka jumla a sawaliya hay , mukhatab say if k istemal k zaryay sawal kar ka jawab bhee main nay he day dia salute kar k. Salute iss baat ka saboot hay k main mukhatib ko sachcha janta hoon ,iss le-a salute bhee kia warna salute kion karta ?
Chalian chorain , hum loug baat ka batangar bana rahay hain , kisee aur dhagay main chatay hain abb. Theek hay ?