What is "You're such a pain!" in Urdu?

Re: What is “You’re such a pain!” in Urdu?

pataa kia? maiN jab chhoTaa thaa to bahooot parishaan rahaa kartaa thaa k 'azaab ZE se hotaa hai jab k Abba kahte haiN k ZAAL se hotaa hai…ba’d meN pataa chalaa k jab zaal se pahle koi Harf milaa ho to zaal kii shakl badal kar ZE jaisi ho jaatii hai magar vo rahtii ZAAL hii hai…lol :omg: