Re: What is with all the guys
Bachchoo wo jo tum pir mulla banay hoo'aiy thai naa, STP kee thread maiN, behroopeeyai aadmee. Tum STP jiasay shareef aadmee ko to dhoka sai saktay ho, hum tum ko khoob smajhtay hain, brother fraudia
yaaar yehi toh masla hai, mein acchi baat bhi karna chahta hoon toh log aa kar uss mein bhi punga lay laitay hain. kal kalaan mein koi mazhabi baat ka thread bhi khollon ga toh tum ussay behrupia pana kaho gaye.
waisay dars walay aik thread ko question kar keh itna sunna para keh aindah kabhi kucch naheen boloon ga, sivaye agree karnay aur duaein denay kay.