Re: What is with all the guys
qibla aap gaye huay thay toh hum nay soccha is bakwaas thread ko kisi tarah chaloo rakhtay hain.
waisay aap kay punjabi kay baray mein aik sawaal tah doosray thread mein, aap nay shayad ignore kar diya enquiry ko :)
Jawaab dai diyaa hai us sawaal ka, Qibla wa kaaba wa haram sara wa khawaja sara mohtram pir fraudia sahab