Re: What is with all the boys??
nai nai its not a good thread.... Tum sab to azeem aur mahan ho... mujhse hi ghalti hoi hai....jo yeh thread open ki...
Khatoon, aaj kyaa nashtay main bhains kay unday kha'ay haiN jo itnay ghussay main haiN :)
chalian ghussa thokaiN takay log aao kee thread main aa kar aap ko ghussa dilaa sakaiN, doobaraa :D