Aik shaks kay paas kitany paisay ho to aus per zakat farz ho gi?
Main nay net per search kiya ha to aus kay mutabik about 85 g gold ya about 600+g silver hona chahyah , agar aag kay din hum un ka amount dekhan to you takriban 2 yad 2 and half laks kay kareeb banti hai , magar goverment of Pakistan her us account say zakat kati hai jis main takriban 30000 say kam kuch rakam hoti hai , main nay tv per dekah that is liya sahi rakam yaat nahi?
why this is the differecn?
Aur please mujhay Rs main hisab laga ker pataheen ke kitany rupay per zakat farz hoti hai , ais sall kay hisab say