Re: What happened to Beh’noi
^ or i listend form alim agar kissi nay mazaaq main bhi kisi Bu’T kay samnay ibadat k andaaz apnaya to us k imaan khatm ho gaya
woh to khair bacchi hay jis ka aapnay zikkar kia lakin ajjal achay khassay samjhdar bachay jo mukaal’af ho chukay hain woh yeh sub ker rahay hain
or maa baap ki la ilmee ka zayhar un kay imaan ko khatam ker raha hay