Re: What excuse do we have...!!!!!
**is par ek fiqra mujhe yaad aa gayaa:
namaaz paRho isse pahle k "tumhaarii namaaz" namaaz-e-janaaza] paRhii jaaye
yes, Allah ham sabko Hidaayat de. aameen...par hidaayat ke liye zaroorii hai k ham awwalan to Khuloos e niyat ke saath du'aa maaNgeN aur doyam phir us par 'amal karne ke liye taiyaar bhi raheN aur koshaaN bhi raheN. aameen**