Re: What does المشتہر mean??
nai nai…meraa matlab un movies se thaa jin meN vo gaaoN waalaa bantaa hai aur vo hamesha Allahabadi boli boltaa hai jo meri bhii zabaan hai…jaise, baaghbaan, adaalat, shaayad Natwarlal vaGhairah…adaalat movie emN us ne bahot achchii Allahabadi Poorbii boli boli hai…vohii zabaan maiN bhii boltaa huN. mujhe agar aap apnii zabaan bolte huye sun leN to kah nahiiN saktiiN k mujhe urdu bhii aatii hogii lol ![]()
** yeh dehiye kaise amitabh bol rahaa hai dehaatii :)**