Re: What do you eat in Sehri ?
*Ramzan may he to banda achay achay khany banana seekh sakta hai.. *
Re: What do you eat in Sehri ?
*Ramzan may he to banda achay achay khany banana seekh sakta hai.. *
Re: What do you eat in Sehri ?
ramzan main main siraf salad kat'ti hoon
Re: What do you eat in Sehri ?
kitnay Kilo (kg) ![]()
Re: What do you eat in Sehri ?
siraf ghar walon k liye
abhi mujhe kiya pta kitne kilo
Re: What do you eat in Sehri ?
Bhainsoon ke liyae chara katney wali machine pe salad ki katai hoti hai khud soch lo kitney kilo ho sakta hai =P
Re: What do you eat in Sehri ?
kitna salad harap kar jati ho
tumhain smajh naeeh aati baat key ![]()
Re: What do you eat in Sehri ?
:femme: ahoo main ne apni family k liye tha tumhare liye nhi jo chara katne wali machine use karoon
Re: What do you eat in Sehri ?
Lo bhugtoo
banda iss kay sath joke kar kay phans jata hay yah joke key khichri bana daiti hay ![]()
tum nay khud kaha tha kah tum sirf salad khati ho
…
Allah kay wastay meri khatain maaf kar do mein nay kuch naheen kaha :frsuty:
Re: What do you eat in Sehri ?
sanu main salad kat'ti hoon khati nhi
Re: What do you eat in Sehri ?
oh acha khair family ka to kuch nahi keh sakta.. aap ke liyae hi keh raha tha keh aap apne liyae to kam az kam itna kat’ti hon ghi.
Re: What do you eat in Sehri ?
main apne haath ka bna salad nhi khati
Re: What do you eat in Sehri ?
main apne haath ka bna salad nhi khati
oh acha yeh dukh dosron ko jheelna parta hai..
Re: What do you eat in Sehri ?
yupiee
Re: What do you eat in Sehri ?
My sehri has always been Aaaaanda, paratha and chaaaaaa.... :@:
Re: What do you eat in Sehri ?
hmmm
Re: What do you eat in Sehri ?
10 parathay , 2 bananas , 10 jalebiyaan , Chai , Dahi aur koi bhi salan ..........................!!
Re: What do you eat in Sehri ?
![]()
itna kahan dalte ho
Re: What do you eat in Sehri ?
5cm ke parathay honge ![]()
Re: What do you eat in Sehri ?
pait main or kia tumharay munh main daloon PK .................hum khatay peetay gharany k logh hain
Re: What do you eat in Sehri ?
10 cm k hain woh bhi asali Ghee k :)