Re: What do you call fireworks in Urdu?
aap jo chaaheN ban aa sakte haiN…ulloo bhii banaa sakte haiN! :D…
…maze kii baat yeh hai k Door Darshan kii shudh Hindi service men bhii aatish baazii kahte haiN…maiN ne kabhii iskaa shudh-Hindi mutabadil lafz nahiiN sunaa…paTaaKha bhii Hindi word nahiiN hai!
u ko pataa hai? ![]()