What do you call fireworks in Urdu?

Re: What do you call fireworks in Urdu?

lol :cb:

paTaaKha meN ek Harf hai ‘KHE’ which is NOT there in Hindi script and also there is a letter TE [as in TamaTar, Tomato] jo na Faarsii meN hai aur na hii Arabii meN hai…is liye ise ham HINDUSTANI lafz kah sakte haiN…do zabaanoN ke sangam se jo zabaan e aam bani hai :slight_smile: