Jab aap ka koi kaam seedhi tarha sey na ho, aur uss kaam main bhi koi maslay hon tou kaisa lagta hai?
meray har kaam main koi na koi problems create hojatee hain aur fuzool ki khuwari bhi hotee hai tou mujhay bohat ghussa aata hai aur mera bp high kay bajai low hojata hai..
lekin aaj tou bohat bura hi hua.. main sick hogayee tension sey