What are you wearing today?


**
hahaha...good jawaab...ek to buraa ho DR s kaa jo sab paan khaane waaloN ko bataate haiN k paan mat khaao varna muNh meN cancer ho jaayegaa...aur buraa ho sarkaar kaa jis ne hamaare kashTomar ko kahiiN bhii thookne par paabandii lagaa dii...ab aap hii sochiye, merii seedhi saadhii paan khaane waali public kia kare? Dar ke maare paan khaanaa hii chhoR diyaa is liye

dhanda manda chal riyaa hai iimaan se :(

kauno navaa bijnis kaa idea hai kaa tohre paas? hovai to jaraa hamko bataanaa bhaiyaa...poorbi zabaan kaisi lagi?**