What are you wearing today?

Re: What are you wearing today? [merged]

main to kal bhi yahan hi thi. bas yahen kahen ghum ho gai thi

Re: What are you wearing today? [merged]

aaaj mai apni best friend ke saath iftari karongi aur hum thori shopping karleinge aur uske baad dubai metro ride karreingei! D:

oh achchhaa...lol...gum ho gaii thiiN to miliN kaise? police ne talaashaa? hehe

Re: What are you wearing today? [merged]

yahan aa ke to police bhi gum ho jaye. ap ki dukan kesi chal rahi hai?

Re: What are you wearing today? [merged]

hain inki dukaan hai kya?! kis cheez ki ?

Re: What are you wearing today? [merged]

sweets and pan ki


**
hahaha...good jawaab...ek to buraa ho DR s kaa jo sab paan khaane waaloN ko bataate haiN k paan mat khaao varna muNh meN cancer ho jaayegaa...aur buraa ho sarkaar kaa jis ne hamaare kashTomar ko kahiiN bhii thookne par paabandii lagaa dii...ab aap hii sochiye, merii seedhi saadhii paan khaane waali public kia kare? Dar ke maare paan khaanaa hii chhoR diyaa is liye

dhanda manda chal riyaa hai iimaan se :(

kauno navaa bijnis kaa idea hai kaa tohre paas? hovai to jaraa hamko bataanaa bhaiyaa...poorbi zabaan kaisi lagi?**

main ne bhi aana hai

Re: What are you wearing today? [merged]

jee sau bismillah aap bhi ajayein!!! :)

Re: What are you wearing today? [merged]

oooh to ap sarkar ko khat likhain na ke ap pe aisa zulam na karay

wow ji, wow!!! kia baat hai...masha Allah. to ham kahaN aayeN cake khaane?

theek hai main abhi ticket leti hoon aur aati hoon mere aanay tak kahen mat jana

Re: What are you wearing today? [merged]

@Mr hashmat ......yaar yeah chaha galaib kab se zinda ho giyaa... ya khali us ki rooh hai

ap loog dubai ajao baki mera kaam hai :omg:


**
hamre abba ji ne ham ko paRhaayaa hii naahiiN is liye:

khat likh de GovermanTiyaa ke naam, baaboo!
kore kaagaj pe likh de salaam, baaboo!
vo jaan jaayegi, vo maan jaayegi
hamra licensvaa bahaal kar degi
Khat likh de na!!!!! :)**

**
ok to TikaTvaa hawai jahajva akaa jaraa hamko bhijvaaye do na to ham aa jaavange :)**

Re: What are you wearing today? [merged]

acha yelo first class to Dubai.... apoke lye aur sadaf ke lye ! jaldi jaldi ajao :D

thank you sweeti

Re: What are you wearing today? [merged]

main namaz parh ke aati hoon wapis

Re: What are you wearing today? [merged]

haan jee sure ap namaz parh ayein! :)