writter nay aftaab ki rohaaniyat walay part ko kaisa likha hay ?
baaz oqqat gunaah ka khul ker tazkiraa kerna bhi gunna main mubtala ker dayta hay
writer ka asal kamal he tab hai k jub lafzoon ki satar poshe ker kertay hoye asal maslay ki teraf ishara ker day ..its my personal openion
quran or hadees per jis ki gehre nazar ho us per yeh adab kay zail main yeh inkishaaf ho ga k na quran main na hadees main jub bhi kissi gunaah ya us per waeed ka zikkar hain lafzoon ka sattar waaziah hay
hamaray urdu adab kay writers kaash is cheez ko samjh patay