In Canada, do pens talk too??? :)
Khan Sahib . Please
Mujhay ek baat Bataaeye Ye aap Apna
buchpana kub chooraingay.
ahmed bhai canada mein to paper bhi bolta hai…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif
..AISA reply ?
aap mujhay ye bata dain ke aap apna ye BURHAAPA kabb choraingay/gi, main aapko ooper ke sawaal ka jawaab diyay deta hoon
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
“Koee pyar karay to tum say karay, tum jaisay ho waisay karay. Koee tumko badal ke pyaar karay to wo pyaar nahin, wo sodaa karay, aur sahibaa, pyar main soda nahin hota…”
bhi? why not “HEE” .. paper HEE bolta hay?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
“Koee pyar karay to tum say karay, tum jaisay ho waisay karay. Koee tumko badal ke pyaar karay to wo pyaar nahin, wo sodaa karay, aur sahibaa, pyar main soda nahin hota…”
The cartoon is good
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
The pens’ expressions are so appropriate
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
That’s true everywhere! Money $$$ speaks
Originally posted by confused:
**http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif
..AISA reply ?
aap mujhay ye bata dain ke aap apna ye BURHAAPA kabb choraingay/gi, main aapko ooper ke sawaal ka jawaab diyay deta hoon
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
**
lagta hay Dosroon kay maamlay
may taang aranay ki bari buri aadut hay
janaab ki.
Originally posted by sonydharti:
** lagta hay Dosroon kay maamlay
may taang aranay ki bari buri aadut hay
janaab ki.http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smash.gif
**
Confused, ab Taan aRai hai ab bhugto. Kiyoon kartay ho ghalt bateiN :mujhay-to-kuch-pata-naheeN-wala-icon:
ek confused aadmi ka ye ikhlaaqi, ma-aashi, ilmi, guppy aur intizaami HAQQ banta haye ke wo jitni
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/bukbuk.gif
karnaa chaahay karay, jitni :taang araanay ka icon: karaana chaahay karay …
(museebatt tabb aati hay jab admins ka tola) (admin team ka salees tarjuma) bhee yahi kahay ke PHIR admin team ka bhee yahi farz banta hay ke …
(ke ke aagay ki situation aap sabb jaantay hain)
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
“Koee pyar karay to tum say karay, tum jaisay ho waisay karay. Koee tumko badal ke pyaar karay to wo pyaar nahin, wo sodaa karay, aur sahibaa, pyar main soda nahin hota…”
that was a funny one
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
For as thou urgest justice, be assur’d Thou shalt have justice more than thou desir’st
Topic: What a pen said to an ink pen? -
khan sahayyyb salaam arz hai jee, taslemaat ji, saat farshi salaam aap kee khidmat mein jii, aur uss kay baad arz hai kay aap kay topic kay mutabiq tu jawab yeh banta hai
Topic: What a pen said to an ink pen? -
Jawab: Ajaa tu bayjaa cycle tay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
aur tasveer per?
mamta ki pehchaan,
narm pampers ka ehsaas
apnay leaking pens kay liyeh pampers aaj hee khareed layeh,
munasib daam,
Alaa ma`yaar,
satisfaction na honay kee sorat mein?
paysay wapas kernay kee hamari koee policy nehin,
so at your own risk
Originally posted by confused:
**ek confused aadmi ka ye ikhlaaqi, ma-aashi, ilmi, guppy aur intizaami HAQQ banta haye ke wo jitnihttp://www3.pak.org/gupshup/smilies/bukbuk.gif
karnaa chaahay karay, jitni :taang araanay ka icon: karaana chaahay karay …
(museebatt tabb aati hay jab admins ka tola) (admin team ka salees tarjuma) bhee yahi kahay ke PHIR admin team ka bhee yahi farz banta hay ke …
(ke ke aagay ki situation aap sabb jaantay hain)
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
**
Bachay Waqt aur mookay ki nazakat ko
samujh ker taang araya kro kahian galat
jagah taang Phus gaye to lanay kay daney
per jaaiangay.
once more
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smash.gif
and more
sorry g ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif
.. peda hotay hi doctors nay do teen baatain kahi theen jis main say ek ye hay ke is LAMBOO ki taangain aisee hongi ke BAGHAIR dekhay araa karaingee..
abb rahi moqay aur munaasibatt say araana, to yar jab doctor jaisay MUSTANID banday nay aisee baat kari to yara hamm kiya karain? scratches head
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
“Koee pyar karay to tum say karay, tum jaisay ho waisay karay. Koee tumko badal ke pyaar karay to wo pyaar nahin, wo sodaa karay, aur sahibaa, pyar main soda nahin hota…”
Originally posted by confused:
**sorry g ..http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif
.. peda hotay hi doctors nay do teen baatain kahi theen jis main say ek ye hay ke is LAMBOO ki taangain aisee hongi ke BAGHAIR dekhay araa karaingee..
abb rahi moqay aur munaasibatt say araana, to yar jab doctor jaisay MUSTANID banday nay aisee baat kari to yara hamm kiya karain? scratches head
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
**
Kya koi Elaaj nahi hay iska
Laa elaaj Murz hay.
ek kaam kartaey hain tum mujahy
ye bataoo key tum rahtay kahaan
hoo main kissey ko bhaij kar tumhari
woo taang joo jaga jaga aarh jati hay
toorwa datey hoon na rahay gi taan
na aaray gay taang.
kaya khayaal hay.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
.. doctors ki PESHAN GOYEE ko ghaalat saabit karnay ke liyay ITNI dorr bhaag.. neah .. kaahay ko time zaya karaingi ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
“Koee pyar karay to tum say karay, tum jaisay ho waisay karay. Koee tumko badal ke pyaar karay to wo pyaar nahin, wo sodaa karay, aur sahibaa, pyar main soda nahin hota…”
Originally posted by confused:
**http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
.. doctors ki PESHAN GOYEE ko ghaalat saabit karnay ke liyay ITNI dorr bhaag.. neah .. kaahay ko time zaya karaingi ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
**
Nahi Nahi aap maray waqt ki parwa na
karain to take care of people like you
in needs I have so much free time.
Akhir khidmatay khalk bhi nayki hay.
getting rid OFF me WILL be a real khidmat-e-khalk
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
. .
kabhi kabhar ultay seedhay log bari achi baatain kar jaatay hain, ye aapni bari achi baat kahi hay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
“Koee pyar karay to tum say karay, tum jaisay ho waisay karay. Koee tumko badal ke pyaar karay to wo pyaar nahin, wo sodaa karay, aur sahibaa, pyar main soda nahin hota…”
kabhi kabhar ultay seedhay log bari achi baatain kar jaatay hain, ye aapni bari achi baat kahi hay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
**
Well It takes One to know one
Ultay ya seedhay hum hain ye aap ko
kaysay pata cahla.
You Need More of this