AQ
January 23, 2004, 8:29pm
1
Shab-e-naa taamaam maiN hum baiThay rahay
AasmaaN par Maah-O-Najam daikhtay rahay
Andheray bhee aThkhailiyaaN kartay rahay
Baadal, roo-e-mehtaab puss az naqaab kartay rahay
Humm bhee shaamil ho gaye mehfil-e-Mehtaab-O-kawaakib maiN jub
BaataiN daagh-e-Mehtaab kee phir humm kartay rahay:)
dooor say dekhaa tau subb ko yukjaa paayaaa
Uss mehfil maiN talaash hum-sukhan koie hum kartay rahay:p
Issi intezaar main guzaar dee hum nay woh raat-e-naa gahaani
Ho ~Sehar~ kay intezaar-e-baad-e-Sabah humm kartay rahay:D
– Anwaar
Koyal
January 23, 2004, 8:36pm
2
Re: Welcome our new Poetry Moderator: Sabah aka Admin Baaji :~)
nice one but Sehar mushkil he se ati aik PM unhin be kar dain na after all she is MOD atey atey aien ghi na
PS: waday lok wadiaN galaN
Re: Welcome our new Poetry Moderator: Sabah aka Admin Baaji :~)
Baad-e-Sabah key jhoonkey
chupkey chupkey chairney lagien…
btw nice Gazal Anwar bhai, :k:
AQ
January 23, 2004, 8:41pm
4
Re: Re: Welcome our new Poetry Moderator: Sabah aka Admin Baaji :~)
LoLzzz LOllzz good one :biggthumb
AQ
January 23, 2004, 9:00pm
5
Re: Re: Welcome our new Poetry Moderator: Sabah aka Admin Baaji :~)
chodhry! baaz naheeN aanaa free advertisement say:D but nice one naa:p
Re: Re: Re: Welcome our new Poetry Moderator: Sabah aka Admin Baaji :~)
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
chodhry! baaz naheeN aanaa free advertisement say:D but nice one naa:p
[/QUOTE]
muft ka mouqa koun choorta hey bhai merey :D
AQ
January 23, 2004, 9:04pm
7
Re: Re: Re: Re: Welcome our new Poetry Moderator: Sabah aka Admin Baaji :~)
[QUOTE]
*Originally posted by chodhry: *
muft ka mouqa koun choorta hey bhai merey :D
[/QUOTE]
aur agar specially kissi shair kay hissay maiN aaye:biggthumb
:D @koyal.. khair itz a nice one anwaar bhai ...
dooor say dekhaa tau subb ko yukjaa paayaaa
Uss mehfil maiN talaash hum-sukhan koie hum kartay rahay :'(
*sighs ..
Issi intezaar main guzaar dee hum nay woh raat-e-naa gahaani
Ho ~Sehar~ kay intezaar-e-baad-e-Sabah humm kartay rahay
:k: nice1
welcome sabah
WiseGuy
January 23, 2004, 11:36pm
12
Very Nice… :k:
Shab-e-naa taamaam maiN hum baiThay rahay
AasmaaN par Maah-O-Anjum daikhtay rahay
Aray baba sardi lag jaye gee ghar kay ander baitha karo
We have to become a mod to get a poem written for us?
Sehar
January 24, 2004, 2:31am
14
Thank you for doing the honors AQ :)
Welcome Saba baji. Hopefully you can undo some of the damage that I've done here ;) J/k
AQ
January 24, 2004, 3:07am
15
agar aap kuch thoRi bahut poetry post karti rehteeN tau itnaa damage naa hotaa:bummer: J/K
AQ
January 24, 2004, 4:03am
16
lolz
aap ko apnay ooper poem chaahiye;) *ahem:p??? bolo bolo:D?
Farwa
January 24, 2004, 4:11am
17
LOL@some of the replies
NIce ghazal AQ
Welcome to poetry sabah Baji
nikii
January 24, 2004, 6:45am
18
Re: Welcome our new Poetry Moderator: Sabah aka Admin Baaji :~)
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
dooor say dekhaa tau subb ko yukjaa paayaaa**
Uss mehfil maiN talaash hum-sukhan koie hum kartay rahay:p**
Issi intezaar main guzaar dee hum nay woh raat-e-naa gahaani
Ho ~Sehar~ kay intezaar-e-baad-e-Sabah humm kartay rahay:D
– Anwaar
bhut khoob Anwarr
welcome sabah baji
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
aap ko apnay ooper poem chaahiye;) *ahem:p??? bolo :D bolo:D?
[/QUOTE]
Ubb nahen chuhye.
Mods kee akhaar pichaar ka sabab kiya hai?
Welcome Sabah Be kind to us
PS:- Anwaar , should I say that I am impressed with ur sense of poetry and putting things together in a wonderful way keeping situations in mind… :k: :k:
I love sensitive minds and love those who can express themselves. You are one of them Anwaar.