Re: Welcome back …
2 baatain.
1: lassi pi ke aaj tak koi tun nahin hova. agar pi hai to manany main kya aar?
2: ghalib pe aap namaz parhany ka ilzam nahin laga saktay. what he actually said was: so’ar nahin khata lekin sharab pi leta hoon ![]()
namaz ke bary main ustad farmata hai:
janta hoon sawab-e-taa’at-o-zuhad
par tabiyat nahin aati