Welcome Back Anwaar :)

Re: Welcome Back Anwaar :slight_smile:

aaye haaye

dil kaY sehraa maiN chalee sard hawaa
Ab’r Gulzaar paY barsaa hogaa :wink:

waisaY, Imaam Deen Magsi was our driver … yeah in the same project where our fathers were together :faizy: I bet that is the reason of his yaad :smiley:

chirkin kuch ajeeb saa naam hai… iss kaa naam badal dau warnaa yaad tau aap kee hai… hamaari taraf saY aap khurchan ko bhee yaad kar saktaY haiN… waisaY khurchan tau chaawaloN maiN hoti hai… chaawaL tau safed hotaY haiN.. safed tau baglaa bhee hotaa hai… baglaa tau parinda hai… parinda tau Shaheen bhee hotaa hai… Shaheen tau laRkiouN kaa naam hai… laRki tau Rukhsana bhee hoti hai… Rukhsana par tau woh gaanaa thaa naa

Rukhsana O jaana hum saY
dau baataiN kar kaY challi jaanaa
kaY mosam hai suhaanaa :whistling