We want our Gh@b@r back!

if I correctly remember his name :hmmm:

Gh@bar, right?
chal oyeee bahir nikal :mad:

Re: We want our Gh@b@r back!

:hmmm: wasnt he Gh@bbar:konfused:

muje b sahi say yaad nahi:vivo:

Re: We want our Gh@b@r back!

janab yay maiN apni gaaye lay aaya huN...

Ab ghobbar hi ghobbar...

Re: We want our Gh@b@r back!

Kee7: :rotfl:

yea u get the idea whom I was talking about :o
so kidher hai yeh ghabbar ka bacha :mad: meri pooray aam ki paiti lay kar bhaag gaya aur paisey abhi takk nahee dye :mad:

Danday walay: ewww we r not talking about ghober :snooty:

Re: We want our Gh@b@r back!

:blush: MAIN?

here is my fav buddy :hug:

kidher bhaag gayee thay tum :mad:

Re: We want our Gh@b@r back!

HaiN abhi to yahaN ghobar ki baateiN ho rahi theiN...

Topic ko hi dheko lo.

MaiN to samja kay aaj kal load shedding chal rahi hay Pakistan maiN, to shayad ghobbar jala kar roshni karnay ka irada hay...

Re: We want our Gh@b@r back!

^ lol ur avatar is hilarious :omg:

:blush: bhagna to tumhare sath hi tha

par tum hath kab pakrati ho?

Re: We want our Gh@b@r back!

haaN jee sehat shehat bana rahey haiN aaj kal.

Bas kabhi ghroor nahi kiya...

Yay ek penguin roast kar kay khaaney ki ghalti kar li hay, ajeeb ghosht hay... chabaya hi nahi jaata...

Re: We want our Gh@b@r back!

Arey Ghobar bhai aa gaye.

Kiya haal haiN janab kay?

Re: We want our Gh@b@r back!

^ lolz @ ghobar you are funny

Re: We want our Gh@b@r back!

wb goober