Wayy Zardari Tera kakh na raway!

Wayy Zardari Tera kakh na raway!

Translation of tilte please? :confused:

Re: Wayy Zardari Tera kakh na raway!

:emmy:

zardari teri swiss accounts ka paisa Pakistan main aa jae :smiley:

Re: Wayy Zardari Tera kakh na raway!

Zardari mar ke chalaa jaayegaa aur paisa Bilawal ko mil jaayegaa jo vo European laRkiyoN par uRaa degaa...so, gunaah kamaayaa baap ne aur mauj karegaa aulaad! hai na? gunaah be-lazzat!