*wave*

arey pk wapas aao :mad:

mein busy nahi hoti.. buss waisey hi :stuck_out_tongue:

arey nahi, ye baat nahi :smiley: mein ne dobara parha hai achi tarah, lakin mujhey phir bhi samajh nahi aaya :bummer: bata dein na :stuck_out_tongue:

okay.. gurya.. main samajh gaya :smiley: :Pretty:

bata dein naa
bata dein naa

kyon bata dein naa :mocking:

tumhain KG main wapas jaana chahyay…??

:smiley:

gurya :smack::hehe:

bata dein na, kiya ho jaaye ga :bummer:

jee nahi, zaroorat nahi hai KG main jaaney ki :snooty:

white wala teddy bohat acha thaa :blush:

bata dein naa
bata dein naa
:blush:

acha pm main batata hoon.. :wink:

kg main wo sikhain gay.. kay question kya hota hai .. or answer kya :hehe:

jee maloom hai :stuck_out_tongue:

shukerya bataney ka :snooty: ab mein samajh gaye.. mujhey bhi ye hi sawaal lagg raha thaa.. lakin socha k confirm ker loon :stuck_out_tongue:

acha ho sakta hai :smiley: aap bhi chalien merey saath :stuck_out_tongue:

acha :smiley:

waisay to app ko har cheez he thori tair say samajh aati hai.. mere saath reh reh kar.. tumhara bhi uper wala portion loose ho gaya hai :smiley: … zarrori nahin har question kay end main question mark ho :snooty: :stuck_out_tongue:

to tumhara koi jawab nahin hai.. thats main .. no hai

haan challon gaa naa :blush:

:sleep2: jaldi kar dooon yar
job par jaana hai

jee mujhey bhi ye hi lagtahai k aap k saath reh reh ker mera uper wala portion loose ho gaya hai :mudhosh::stuck_out_tongue: waisey meray khayal main har question k end main question mark hona chahiye :snooty:

hmm jee ye hi samajh lain :frowning:

hairat hai aap bohat juld tayyar ho gaye :smiley:

haan TUN ho gayeen tum bhi :hehe:
acha naa next time say question or answers main..donon mian question mark laga doon gaa :hehe:

acha samajh liya… akhri koshish puri naa kar sakeen tum… theek hai.. zindagi bhar yaheen gs par rehna

main aaj achay mood main thaaa.. ishe liye tayaar ho ga :wink:

ye hi samjh lain :smiley:
sirf questions main lagana answers main nahi :hehe:

uff mein ne aisa kub kaha :smack::frowning: aisa zaroor hoga.. yaqeen kerian aur aisey tou na bolein :teary1:

chalien acha hai :smiley:
aur mera net bohat fuzool chal raha hai smack pata nahi kiya ho gaya hai :bummer:

samajh liya.. :stuck_out_tongue:

acha answer main lagaoon gaa, question main nahin… :wink:

jab wo din ayee gaa .. dekh lain gay.. 100 main sirf 1 percent chance hai.. jab takh mujh say hoaa … main yaheen gs par rahoon gaa..

haan.. wo to nazar aa raha hai..
okay main chala..
aik dafa phir thanks..
TC n AllahHafiz :wave:

hehe, ye bhi theek hai :smiley: ager question mark nahi hova tou mein samajh jaaon gi k ye question hai :stuck_out_tongue:

haan shayed ho sakta hai l 1 percent chance ho.. lakin meri kosish hai.. ye aap ko maloom hona chahiye..

pata nahi kiya masla hai :smack:

ur welcome.. jawab mil jaaye ga..

takecare & ALLAH hafiz :wave:

status offline :p

:smack::stuck_out_tongue:

aap kahan se aa gaye? :hehe:

yaad aaye to aa gaya :D

hmmmmmmmm to app offline bhi ghumti hain .. yahan par :D

ye tou hai :p

jee haaan, jub aap nahi hotey tab offline hoti hoon :D

:p

bohat acha karteen hain offline ghoom kar.. waisay .. jab main hota hon.. tabh to offline nahin ghoomti naa :D

kab milay ga :konfused:

nahi na, jub aap nahi hotey tab offline ghomti hoon :D