main to theek hoon.. raat say thora TUN hon ![]()
jaoo ab parh loo.. ![]()
main to theek hoon.. raat say thora TUN hon ![]()
jaoo ab parh loo.. ![]()
wow mubarak ho ![]()
koi baat nahi. tum ko bhi wahan pohancha deitey hain ![]()
hehe, tou sahee ho jaao na ![]()
parh liya ![]()
yeh esharo esharo mai kya chal raha hai app dono mai;)
thora time lagay gaa ![]()
parh liya
express reading hai yar tumhari too ![]()
or haan us main jo aik baat poochi hai… agar wo kar sakooo to pm bata dena … warna jawab naa dena.. samajh jaaoon gaa…
![]()
hummey pata hai woh nahe ho sakta..
khair app suanye..
yeh esharo mai kyaa bat ho rahe hai shoabi say ![]()
yaar ..app dono ek dosrey ko pm karte raho..
hum say naa baat karo
![]()
chalien thek hai ![]()
jee parh liya tha juldi juldi ![]()
aur uss baat ka jawab aap ko chahiye? zaroori hai k nahi?
wave kiya thaa main nay.. koi eshara nahin kiya.. main to esharay karta bhi nahi ![]()
or yar.. itnay dinoon kay baad pm kiya hai.. or hum donono yaheen par hain. :k:
ho jaaye ga juld hi, intezaar kero ![]()
aur ishaaro main koi baat nahi ho rahi ![]()
![]()
hum koi pm waghera nahi ker rahey ![]()
aur aap se bhi baat tou ker rahey hain ![]()
![]()
waisay araam araam say parhteen..kisnay roka taha ![]()
maain nay bola hai kay jawab tabh dena jab achi news ho.. buri news ho to.. mut karna… khud samajh jaaon gaa :bummr: kya sumjheen ![]()
haan haan woh to dik raha hai
sorry for interfering in between u guys..
![]()
chalo app dono apni baatein jali rakko
mai chale
nahi mein ne socha k juldi se parh lo, baad main moqah miley na miley ![]()
lakin uss main sawal koun sa hai mein samjhi nahi ![]()
its okie..
i know..app dono ko lagta hoga..
yeh har waqt pk kyo ajate hai ..
hana?
yaar .. kuch nahin hoaa hai..
chalo rukh jaoo… warna main chala jaata hon.. tum or vivo baitan karoo.. yar hamain to acha lagta hai.. kay or guppies bhi thread main aayain or mazay karain..
hamari baitain.. kon see batain ?? ![]()
Bye:)
arey nahi aisi koi baat nahi hai
ager hota tou keh daitey lakin suchi main aisa nahi hai ![]()
aur shobii ne sahee kaha, k dosrey guppies aatey hain tou aur acha lagta hai.. kahin janey ki zarorat nahi..
haan app to bohat busy hoti ho.. or app ko moqay milta bhi nahin zayada
chalo acha kiya ![]()
yeh hota hai.. jaldi parhnay ka result .. yani kay app ko yeh bhi pata hai.. kay sawal kaisa hota or jawaab kaisa..
tum sudhar jaoo ![]()
Pk
rukoooooooooooo ![]()